Dosto!Duniya ke har kaam ko ek system se kiya jaata hai. Agar Duniya ke kisi kaam ko System se na kiya jaye to woh Nakaam hota nazar aata hai...
Isi Tarah Network Marketing mein ko Join karne ke Baad Networker ke liye Contact List Bahut Maani rakhti hai. Magar Kuchh log Network Marketing ko Join karne ke baad Contact List nahin bana pate. Apne Waqt ko Contact List Banane mein Nahin Invest karte aur Kuchh log Bana to lete hain lekin us ki Taraf Dhiyaan hi nahin hota. Jis ki Wajah se System Vise Kaam ho pata.
Aaj hum Contact List Par Roshni Daalenge ki Cotact List kis tarah Banaya Jaye.
Sab se Pahle ek Pockt Size Diary Kharidein, Kuchh log Mobile Contact List par Bharosa karte hain Jab ke Aise nahi hona chahiye is tarah se hamara bahut nuksaan ho sakta hai aur hum Tezi se Network Banane meinn Kamyaab nahin ho payenge Apne Mobile Phone se Contact ko Apne Dairy mein Likhein.
Apne Diary mein Kuchh is tarah se Contact List Banayein..
Image from http://nunoandrade.biz/eng/wp-content/uploads/2015/05/contact-list.jpg |
- Family (genealogy, reunions)
- High School (class reunions, directories)
- College (alumni directory, frat/sorority, sports, clubs)
- Past Work (How many jobs have you had?)
- Current Work
- Wedding List
- Cell Phone Directory
- Neighborhood (Home Owners Association)
- Clubs/Organization (PTA, Rotary)
- Sports
- Church
- Professional Associations
- Location (Who do you know in NY, LA, Dallas, etc.)
- Vocation (Who do you know is a doctor, lawyer, dentist, etc.)
To Doston Kaisa Laga Mera Post Agar Achcha Laga to Zaroor Is Post ko Social Media Jaise Facebook, Google+ waghaira par Share karein.
Agar kisi ko koi Suggetion ya koi Sawaal ho to mujhe E-mail ya Facebook par Sawaal kar Sakte hain.
0 comments:
Post a Comment